Kai Chand The Sar-e-Aasman - Shamsur Rahman Faruqi
- Ex Tax: Rs3,000.00
- Product Code: 8270
- Availability: In Stock
Rs3,000.00
Rs3,000.00
18th and 19th sadi ke hind-islami tehzeeb adbi samaj khaaskar dilli ke samaj ka aaina dikhati kitab.18th century ke rajputane se shuru hone vaali aur ..
Kai Chand The Sar-e-Aasman - Shamsur Rahman Faruqi
- 18th and 19th sadi ke hind-islami tehzeeb adbi samaj khaaskar dilli ke samaj ka aaina dikhati kitab.18th century ke rajputane se shuru hone vaali aur ek sadi se kuch zada samay baad dilli ke Lal Qille mein khatam hone vaali yeh daastan hindustani funkaar ki ruh ki gehrayion mein utarne ki koshish karne ke alawa hind-islami tehzeeb , adbi samaj , angrezi siyasat aur uski vajah se tehzeeb aur tareekh ke badlalte hue paikar hamare saamne pesh karti . Dehli ki mitti hui baadshah ke saaye mein falne-fulne vaali iss tehzeeb ka manjarnama Ghalib ,Zauk,daag, GhanShyam Lal Aasi, ImamBhaksha Sehbai, Hakim Ehsanullah Khan ke saath-saath Bahadurshah Zafar, Mallika Zeenatmahal aur Nawab Shasmuudin Ahmed Khan jaisa bahut se hakiki kirdaaron se bhi jagmaga raha hai.